Kal waqt mela tu zulfain tairi suljha donga
Aaj uljha hon zara waqt ko suljhane mai
.
Yun sulajh jati hain uljhi zulfain
Umar kat jati hai waqat ko suljhane mai
Aaj uljha hon zara waqt ko suljhane mai
.
Yun sulajh jati hain uljhi zulfain
Umar kat jati hai waqat ko suljhane mai
Dil ki lagi kia hai zara muskura ke dekh
Aansu baha raha hai, kabhi dil jala ke dekh
.
Parwana jal raha hai magar jal raha hai kion
Yai raaz jan-na hai tu khud ko jala ke dekh
Aansu baha raha hai, kabhi dil jala ke dekh
.
Parwana jal raha hai magar jal raha hai kion
Yai raaz jan-na hai tu khud ko jala ke dekh
Na jane kion maire dil ko yai ehsaas hota hai
Tu mujh se door bhi ho tu pas hota hai
.
Maire dil-e-nadan ne tujh ko itna chaha
Tumhare "SMS" se jeewan ka ehsaas hota hai
Tu mujh se door bhi ho tu pas hota hai
.
Maire dil-e-nadan ne tujh ko itna chaha
Tumhare "SMS" se jeewan ka ehsaas hota hai
Aankhon mai ansowon ko ubharne na dia
Matti ke motiyon ko bikharne na dia
.
Jis rah pe pare the tere qadmo'n ke neshan
Us rah se kesi ko guzarne na dia
Matti ke motiyon ko bikharne na dia
.
Jis rah pe pare the tere qadmo'n ke neshan
Us rah se kesi ko guzarne na dia
Aap ki dosti ki ek nazar chahie
Dil hai be-ghar ek ghar chahie
.
Bas yun hi sath chalte raho ae dost
Yai dosti hamain umar bhar chahie
Dil hai be-ghar ek ghar chahie
.
Bas yun hi sath chalte raho ae dost
Yai dosti hamain umar bhar chahie
Rukta bhi nahi, teekh se chalta bhi nahi
Yai dil hai ke tere baad sanbhaltha bhi nai
.
Es umar ki sahra se teri yaad ka badal
Talta bhi nahi owr barasta bhi nahi
Yai dil hai ke tere baad sanbhaltha bhi nai
.
Es umar ki sahra se teri yaad ka badal
Talta bhi nahi owr barasta bhi nahi
Mere hatho'n se gir gayi lakerien kahi
Bhool aye'n hum apni taqdeerien kahi
.
Agar mele tum ko kahi tu utha lena
Mere hesse ki har khushi apni hatho'n pe saja lena
Bhool aye'n hum apni taqdeerien kahi
.
Agar mele tum ko kahi tu utha lena
Mere hesse ki har khushi apni hatho'n pe saja lena
Kesi na kesi pe kesi ko aitbar ho jata hai
Ajnabi koi shakhs yar ho jata hai
.
Khubiyo'n se nahi hoti muhabbat sada
Khamiyon se bhi aksar payar ho jata hai
Ajnabi koi shakhs yar ho jata hai
.
Khubiyo'n se nahi hoti muhabbat sada
Khamiyon se bhi aksar payar ho jata hai
Zindagi tujh se sang-e-ulfat si lagti hai
Ek pal ki judayi muddat si lati hai
.
Pehle nahi ab sochte hain hum
Har lamha tumhari zarorat si lagti hai
Ek pal ki judayi muddat si lati hai
.
Pehle nahi ab sochte hain hum
Har lamha tumhari zarorat si lagti hai
Muskura do zara khuda ke waste
Shamma-e-mehfil mai roshni kam hai
.
Tum hamare nahi tu kia gum hai
Hum tumhare tu hain yai kia kam hai?
Shamma-e-mehfil mai roshni kam hai
.
Tum hamare nahi tu kia gum hai
Hum tumhare tu hain yai kia kam hai?
0 comments:
Post a Comment